Roman script

main hu jaha hai pyar waha

main hu jamin main aasmaan

main sitaro ko chhu lu

sang hawa ke dolu

main phulo mein rehti hu

hai ye mera sara jaha, jaha

main hu jaha hai pyar waha

main hu jamin main aasmaan

main sitaro ko chhu lu

sang hawa ke dolu

main phulo mein rehti hu

hai ye mera sara jaha, jaha

sapne ki gali, duniya hai meri

sang jugnu mere, titliya hai meri parab

ho jugnuo ki tarah jagmagati phiruun

bhanware ki tarah gungunati phiru 

main hu jaha hai pyar waha

main hu jamin main aasmaan

main sitaro ko chhu lu 

sang hawa ke dolu

main phulo mein rehti hu

hai yeh mera sara jaha, jaha

neela neela gagan thandi thandi pawan

bas mein kaise karu aaj main apna man

man mein aasha meri, wo to aaye kabhi

dhundhate hai jise kabse mere nayan 

main hu jaha hai pyar waha

main hu jamin main aasmaan

main sitaro ko chhu lu sang hawa ke dolu

main phulo mein rehati hu

hai ye mera sara jaha, jaha

Explore this song