Roman script

tota tota tota, maina maina maina 

tota tota tota, maina maina maina 

main hu dehradun ka tota, tu dilli ki maina 

mumbai ki is basti me, lad gaye tujhse naina 

tu hain dehradun ka tota, main dilli ki maina 

ha tu hain dehradun ka tota, main dilli ki maina 

mumbai ki is basti me, bach ke mujhse rahna 

main hu dehradun ka tota, tu dilli ki maina 

are tu hain dehradun ka tota, main dilli ki maina 

tota tota tota, maina maina maina 

tota tota tota, maina maina maina 

garam masala ladki hain tu, baal hain bikhare bikhare 

dil ko mere chir gaye, ye tikhe tikhe nakhare 

ha garam masala ladki hain tu, baal hain bikhare bikhare 

dil ko mere chir gaye, ye tikhe tikhe nakhare 

nazar lada ke tune mera, chhin liya hain china 

tu hain dehradun ka tota, main dilli ki maina 

main hu dehradun ka tota, tu dilli ki maina 

meri gali me aate jaate hain, kitne hi ladake 

ek baar jo dekh le mujhko, haath male aur tadpe 

ha meri gali me aate jaate hain, kitne hi ladake 

ek baar jo dekh le mujhko, haath male aur tadpe 

pyar na karna mujhse varna, dard padega sahana 

main hu dehradun ka tota, tu dilli ki maina 

tu hain dehradun ka tota, main dilli ki maina 

mumbai ki is basti me, lad gaye tujhse naina 

tu hain dehradun ka tota, main dilli ki maina 

main hu dehradun ka tota, tu dilli ki maina

Explore this song