Roman script

mai hun bhopali pakka mavali 

baate meri kam jyada pe gali 

na lena hamse panga ho dam to hi aana

phat jaye jo teri phir na karna bahana

he ban than ke mai ja riya naya chat lagva riya

apne ghar ki chhat pe mai heli pe dlva riya

dalli se leke landan talak main

are banka banka mudva riya 

hi dilli ki ladki ya mumbai ki ladki 

har koi karna chahe pip sa lekin ki 

hum hai vo pyali na karte jeb khali 

agar kar bhi dali to 

na kam hai na kam hai jaha bhi dekho hum hai

jo karte hai vo khud ki na bap ki dam hai 

hum hai aaj ayut duniyan ki baki chhut 

bate hi na karte sine me bhi to dam hai 

mai hun bhopali pakka mavali 

baate meri kam jyada pe gali

Explore this song