Roman script

tujhse bani pehchaan meri tujh mein basi hai jaan meri

seene mein kuch toh toota hai mera apna mujhse rootha hai

main hmm nahi main hi toh hoon papa tera papa tera papa tera

taara falak se toota hai dhoondh raha main zameen par

taara falak se toota hai dhoondh raha main zameen par

tu mera hi hai saaya mujh pe zara sa yakeen kar

guzre tere bin zamaane tu mil ja mujhe kisi bahaane

mai hmm nahi main hi toh hoon papa tera papa tera papa tera

Explore this song