Roman script
o ho o ho heye o ho heye main hi main har taraf mere jaisa yaha nahi koi nahi main hi main har taraf mere jaisa yaha nahi koi nahi ja re ja bewafa jhuthi baate na bana tere dil me hai kya mujhe sab hai pata par kya karu dil se haar gayi main hi main har taraf mere jaisa yaha nahi koi nahi jidhar se chalu udhar koi mar mite dekho na hazaaro ke dil is kadam ke tale dekho na puchho jara jahan se tum jalwe mere kahan nahi bach ke kahan pe jaoge dekho jaha main hu wahi kya hu main logo se puchho sanam ja re ja bewafa jhuthi baate na bana tere dil me hai kya mujhe sab hai pata par kya karu dil se haar gayi main hi main har taraf mere jaisa yaha nahi koi nahi dhadkata hai dil kyu mera o sanam ye bata teri yaad me kyu tadapte hai hum ye bata sach to ye hai mere hasi tere bina main kuch nahi teri najar ka hai asar tu jo nahi to main nahi kya karu marta hu tujh pe sanam ja re ja bewafa jhuthi baate na bana tere dil me hai kya mujhe sab hai pata par kya karu dil se haar gayi main hi main har taraf mere jaisa yaha nahi koi nahi
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Shankar Mahadevan
- Film / album: Daraar (1993)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Rishi Kapoor
- Actor: Juhi Chawla
- Actor: Arbaaz Khan
- Actor: Johny Lever
- Actor: Sushma Seth
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Razzak Khan
- Actor: Dinyar Tirandaz
- Actor: Prithvi
- Actor: Rajnibala
- Actor: Charlie
- Actor: Tiku Talsania
- Actor: Amrit Patel
- Actor: Dinyar Contractor
- Actor: Jugnu
- Actor: Yasmin
- Actor: Juhi Arora
- Actor: Roshni
- Actor: Bahadur
- Actor: Mahesh Bhatt
- Actor: Sheila Sharma
Song video
singer: Alka Yagnik, Shankar Mahadevan