Roman script

main deewaana na jaana kab kaise 

mere dil mein tu mehmaan ban gayi

main deewaana na jaana kab kaise 

mere dil mein tu mehmaan ban gayi

o meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi

o meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi

main deewaana na jaana kab kaise 

mere dil mein tu mehmaan ban gayi

o meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi

main deewaani na jaane kab kaise 

mere dil mein tu mehmaan ban gaya

o meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya

pehle gussa aaya phir pyaar aa gaya 

pehle gussa aaya phir pyaar aa gaya

patjhad mein yeh mausame bahaar aa gaya

o jhute waade par bhi aitbaar aa gaya

aankhon hi aankhon mein

baaton hi baaton mein yeh daastaan ban gayi

o meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi

main deewaani na jaane kab kaise 

mere dil mein tu mehmaan ban gaya

o meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya

hum kitna bichde phir mulaakaat ho gayi 

hum kitna bichde phir mulaakaat ho gayi 

hum kitna ruthe phir kaise baat ho gayi

kab yeh aag lagi kab yeh barsaat ho gayi

dub gaye hum dono jisme paani ka katra katra tufaan ban gaya

o meri jaane ke dushman tu meri jaan ban gaya

main deewaana na jaana kab kaise 

mere dil mein tu mehmaan ban gayi

o meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi

duniya ki unchi unchi deewaar gir gayi 

duniya ki unchi unchi deewaar gir gayi

woh rasmo riwaajon ki talwaar gir gayi

main tere kadmon mein ho dildaar gir gayi

tauba tauba kitni mushkil baat mohabbat mein kitni aasaan ban gayi

o meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi

main deewaani na jaane kab kaise 

mere dil mein tu mehmaan ban gaya

o meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya 

meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya

Explore this song