Roman script

ye roop aur ye rangat, ye chaal aur ye nazakat

kaisi hai ye kayamat, ab koi kya kahe

ye roop aur ye rangat, ye chaal aur ye nazakat

kaisi hai ye kayamat, ab koi kya kahe

mai chali to jhoom uthi zindagi

mai chali to jaag uthi roshni

mausam naya, nayi nayi hawaye hai

mai hu nayi, nayi meri adaye hai

mai chali to jhoom uthi zindagi

mai chali to jaag uthi roshni

mausam naya, nayi nayi hawaye hai

mai hu nayi, nayi meri adaye hai

teri zulf ki ghataye, teri shok si nighahe

kaisi hai ye balaye, ab koi kya kahe

teri zulf ki ghataaye, teri shok si nighahe

kaisi hai ye balaye, ab koi kya kahe

duniya badli hai, mera andaza kyu badle

sab kuch to hai badal gaya 

goonja hai jo geet naya, to saaz na kyu badle 

mera bhi sur hai naya, nayi nayi si hai meri rahe 

naya naya mera safar hai, nayi nayi si hai meri chahe 

nayi nayi meri nazar hai, ha nayi nayi meri nazar hai

tere nain hai nirale, madira ke jaise pyale

sambhle na dil sambhale, ab koi kya kahe

tere nain hai nirale, madira ke jaise pyaale

sambhle na dil sambhale, ab koi kya kahe

dil chahe ke leke sitare, haar bana lu mai

chand ho mere bin diya, sagar ki sari lehre

aanchal me saja lu mai, jane kyu chahe ye jiya

koi samjhe to samjhe deewane, mujhko hai parwah kya

mai jane to bas itna hi janu, dil dhudhta hai rah kya

o dil dhudhta hai rah kya

tu hai kaise rang layi, kaisi tarang layi

kaisi umang layi, ab koi kya kahe

tu hai kaise rang layi, kaisi tarang layi

kaisi umang layi, ab koi kya kahe

mai chali to jhoom uthi zindagi

mai chali to jaag uthi roshni

mausam naya, nayi nayi hawaye hai

mai hu nayi, nayi meri adaye hai

Explore this song