Roman script

mai bhi sochu dur khada hai kon ye gantalman ye to mr. bechain 

hasino ke chain ye to mr. bechain hasino ke fan

mai bhi sochu dur khada hai kon 

ye gantalman ye to mr. bechain hasino ke chain 

ye to mr. bechain hasino ke fan ye to mr.

hua yu kai bar ye dil de gaye hua yu kai bar ye dil de gaye

kisi ne na pucha utha le gaye gare gare gare mare mare mare 

firte hai din rain ye to mr. bechain hasino ke fan

ye to mr. bechain hasino ke fan ye to mr.

dupata kisi ka jo dhalane laga dupata kisi ka jo dhalane laga

becharo ka hulia badalne laga aise aise aise hai ye gardan akdi

tirche ho gaye nain ye to mr. bechain hasino ke fan

ye to mr. bechain hasino ke fan main bhi sochu dur khada hai

kaun ye gentle man ye to mister bechian hai

Explore this song