Roman script

har taraf chhaya ishq ka jaadu 

har taraf chhaya ishq ka jaadu

main aur main aur tu main aur main aur tu

main aur tu main aur tu main aur tu main aur tu

dhadkan mein betaabiya hain jasbon mein tufaan

milake bhi tanhaayiya hai pyaase hai armaan

ek madhhoshi abb to hai harsu

har taraf chhaaya ishq ka jaadu

main aur main aur tu main aur main aur tu

main aur tu main aur tu main aur tu main aur tu

aawaara aawaaragi hai behake hai ehsaas

deewaani deewaanagi hai khwaahish hai kuchh khaas

chaahato pe hai abb nahin kaabu

har taraf chhaya ishq ka jaadu

main aur main aur tu main aur main aur tu

main aur tu main main main main main aur tu

Explore this song