Roman script

main aur tu u u hu 

main aur tu u u hu 

ho jaye hangama baba 

u u hu main aur tu 

ab kya hain sharmana baba 

u u hu main aur tu 

dil hain ye divana, baki jaanu na

kar do tum mastana, bole dil ha ha 

kuchh na ab samjhana na na na 

baho me aa jana, aaja janejaan

main aur tu u u hu 

main aur tu u u hu 

ab kya hain ghabadana baba 

main aur tu u u hu

dil se dil ab takrana baba  

main aur tu u u hu

dil chaho to lelo, kuchh bhi socho na 

dil se dil yun jodo, dil se khelo na 

banane do afsana, de do nazrana 

mujhme tu mil jana, mera ban jana 

baho me tu aaja, sanso me tu kho jana 

main aur tu u u hu 

main aur tu u u hu 

ho jaye hangama baba 

u u hu main aur tu 

ab kya hain sharmana baba 

u u hu main aur tu 

madhosh chhai hain, gehari tanhaai hain 

tu mera dilbar hain, ye kaisa ye dar hain 

main aur tu

Explore this song