Roman script

firte hain kab se dar b dar ab is nagar ab us nagar 

ek dusre ke hamsafar 

main aur meri aawaargi main aur meri aawaargi 

naa aashiqa har rah guzar naa meharbaa har ek nazar 

jaaye to ab jaane kidhar 

main aur meri aawaargi main aur meri aawaargi 

main aur meri aawaargi main aur meri aawaargi

ham bhi kabhi aabad the aise kaha barbaad the  

be fikar the aazad the be fikar the aazad the 

mashrur the dilshad the mashrur the dilshad the  

wo chaal aisi chal gaya bhuj gaye dil jal gaya 

nikle jala ke apna ghar

main aur meri aawaargi main aur meri aawaargi 

main aur meri aawaargi main aur meri aawaargi 

wo mohvash wo mahroo wo mohe kaamil hubhoo

thi jiski baatein kubku thi jiski baatein kubku 

us se ajab thi guftgu us se ajab thi guftgu

fir yun huya wo kho gayi 

to mujhko jid si ho gayi layenge usko dhoond kar 

main aur meri aawaargi main aur meri aawaargi

main aur meri aawaargi main aur meri aawaargi

ye dil hi tha jo sah gaya wo baat aisi kah gaya 

kahne ko fir kya rah gaya kahne ko fir kya rah gaya 

ashko ka dariya bah gaya ashko ka dariya bah gaya 

jab kahke wo dilbar gaya tere liye main mar gaya

rote hain usko raat bhar 

main aur meri aawaargi main aur meri aawaargi 

main aur meri aawaargi main aur meri aawaargi

ab gam uthaye kisliye aansu bahaye kisliye

ab gam uthaye kisliye aansu bahayein kisliye

ye dil jalaye kisliye ye dil jalaye kisliye 

yun jaan gawaye kisliye yun jaan gawaye kisliye 

ye saana ho jiska sikan

dhundenge ab aisa sanam honge kai to kargar

main aur meri aawaargi main aur meri aawaargi

main aur meri aawaargi main aur meri aawaargi

asaar hai sab khot ke mukaam hai sab chot ke 

ab khatam hain sab totke ab khatam hain sab totke 

kismat ka ye sb fer hai andher hain andher hai 

aise huye hain be asar 

main aur meri aawaargi main aur meri aawaargi

firte hain kab se dar b dar ab is nagar ab us nagar 

ek dusre ke hamsafar 

main aur meri aawaargi main aur meri aawaargi 

main aur meri aawaargi main aur meri aawaargi 

jab ham gamo hamraaz tha tab aur hi andaaz tha 

ab sod hai tab saaz tha ab sharm hai tb naaz tha  

ab sharm hai tb naaz tha

ab mujhse ho to ho bhi kya hai sath wo to wo bhi kya 

ek behunar ek besabar 

main or meri aawaargi main or meri aawaargi 

Explore this song