Roman script

na kaho koi main akela hun

main aur mera saya 

do hai dono hai

main aur mera saya 

do hai dono hai

main aur mera saya

taarik raahon me, mera ye saaya

taarik raahon me, mera ye saaya

jyoti jalata aa jaata hai

main aur mera saya 

do hai dono hai

main aur mera saya

sehra kinaare kabhi

ghar kyun banata hun

aasha ki baali le aata hai

le aata hai

door ke bandhu joothe ye saare

door ke bandhu joothe ye saare

saath jo aaya sachcha saya

main aur mera saya 

do hai dono hai

main aur mera saya

do hai dono hai

main aur mera saya

Explore this song