Roman script

me akela apni dhun me magan

zindagi ka maja liye ja raha tha

me akela apni dhun me magan

zindagi ka maja liye ja raha tha, ke tum mil gaye

tumhara muskurana khilkhilana 

tumhara thlakana tumhara tilmilana

tumhare kadmo ki aahat tumhari aanhko ki masti

tumhare balo ki khusbu, inse mujhe kya hai hasil

phir bhi ye meri aadat me hai shamil shamil

mere dil me dard hai, daya hai, tumhare liye kuch hai

mat pucho kya hai, mat pucho kya hai

mere dil me dard hai, daya hai, tumhare liye kuch hai

mat pucho kya hai, mat pucho kya hai

me ek dil hu bura kya sochu

me ek dil hu bura kya sochu

tumhari mohabbat tumhari wafa, inse mujhe kya hai hasil

phir bhi ye meri adat me hai shamil shamil

tum dur chali gayi to kaise bitegi ye jindagani

adhuri rahegi hamari or tumhari kahani

tumhara sajna sawarna jhil mil nikharna

tumhara gungunana git gana

mere sapno ka sach ho jana, sach ho jana

meri manpasand ban jana, inse mujhe kya hai hasil

phir bhi ye meri aadat me hai shamil shamil

me akela apni dhun me magan

zindagi ka maja liye ja raha tha

Explore this song