Roman script

maid nahi milti hai, maid nahi milti hai yaar

naye ghar me shift huye hai, mushkil se adjust huye hai

ghar hai thoda khali khali, manage kar legi gharwali

20 lakh ka hai furniture, it me hu, not a teacher

gaadi imported hai, flat bhi alloted hai

salary bhi achchi hai, niyat bhi sachchi hai

rolex ki badi ghadi hai, mujhko kisi ki nahi padi hai

actually i am all well aur hasta hu mai lol

problem ka to hal nikaalo, kya sun rahe ho duniya walo

maid agar mil jaayegi fir ghar me hoga sab bhaalo bhaalo

maid nahi milti hai, maid nahi milti hai yaar

maid nahi milti hai, maid nahi milti hai yaar

maid nahi milti hai, maid nahi milti hai yaar

dil dhadke hai, dil dhadke hai, ghar me family bhadke hai

mummy to mummy hai angle hai, ghar me aalu aur brinjal hai

kha lenge sab bengan ka bharta

kitchen baad me saaf kaun karta

bada hi question mark hai, kutte ka bhau bhau wark hai

are phone kar liya hai neighbour ko

labour ko, agency ko, nancy ko

sab saale bade chaalu hai, i though bade dayaalu hai

delhi me apna hold hai, locker me apna gold hai

tum bill smith bin diesel lelo, hi hello karti hai chelo

yelo yelo yelo yelo ghar me gharwali ko jhelo

problem ka to hal nikaalo, kya sun rahe ho duniya walo

maid agar mil jaayegi fir ghar me hoga sab bhaalo bhaalo

maid nahi milti hai, maid nahi milti hai yaar

maid nahi milti hai, maid nahi milti hai yaar

maid nahi milti hai, maid nahi milti hai yaar

Explore this song