Roman script

main tumse pyar karti hu main ye ikarar karti hu

dil kya hai jaan bhi le lo main kab inkar karti hu

tu mera deewana hai aaj ye maine jana hai

kuchh bhi ho kaise bhi ho rutha yaar manana hai

rutha yaar manana hai waade hajar karti hu

main tumse pyar karti hu main ye ikarar karti hu

main tumse pyar karti hu main ye ikarar karti hu

tere sath bahare hai mere paas pukare hai

tere mere bich kayi duri ki deeware hai

deeware paar karti hu

main tumse pyar karta hu main ye ikarar karta hu

dil kya hai jaan bhi le lo main kab inkar karta hu

main tumse pyar karta hu main tumse pyar karti hu

ye dil hai kurban mera teri inhi adao pe

main manu ya na manu lekin teri wafao pe 

main aitabar karta hu

main tumse pyar karta hu main tumse pyar karti hu

main ye ikarar karta hu main ye ikarar karti hu

dil kya hai jaan bhi le lo dil kya hai jaan bhi le lo

main kab inkar karta hu main kab inkar karti hu 

main tumse pyar karta hu main tumse pyar karti hu

main tumse pyar karta hu main tumse pyar karti hu

Explore this song