Roman script

main tumhara ho liya

aur tu humari ho li

hoye tu humari ho li

duniya pyaar ki dushman hai

duniya ko maaro goli

ye to batao kaise

main tumhari ho li

ye to batao kaise

main tumhari ho li

is duniya me rahkar kaise

isko maare goli

duniya ko maaro goli

teri meri jamegi kaise

pagle pyaar ki baat

na jaanu tera naam thikana

na jaanu teri jaat

pagle na jaanu teri jaat

jaat pyaar ki dushman hai, are waah waah

jaat pyaar ki dushman hai

is jaat ko maaro goli

main tumhara ho liya

aur tu humari ho li

duniya pyaar ki dushman hai

duniya ko maaro goli

pyaar ki duniya me hum dono

milkar sair karenge aji milkar sair karenge

dekhe jo baapu maiya bhaiya

hum bemaut marenge

haay hum bemaut marenge

maut pyaar ki dushman hai

maut pyaar ki dushman hai

aji maut ko maaro goli, waah

main tumhara ho liya

aur tu humari ho li

duniya pyaar ki dushman hai

duniya ko maaro goli

pyaar me hoti hai badnaami

aur ijjat ki barbaadi

bhaiya ijjat ki barbaadi

isiliye to kahta hun bas

kar lo mujhse shaadi, kya

aji kar lo mujhse shaadi

shaadi pyaar ki dushman hai

aye kyaa bolti

shaadi pyaar ki dushman hai

shaadi ko maaro goli

main tumhara ho liya

aur tu humari ho li

duniya pyaar ki dushman hai

duniya ko maaro goli

Explore this song