Roman script

dekho re logo kitni ye jalim hai mardo ki chaale

jab koi dekhe naar parayi chhupkar dore daale 

jab ho jarurat koi bhi surat ye to nikale hai 

main to naina ladaike hui re badnam 

main to naina ladaike hui re badnam 

aise patthar se haye aise khaliya se

aise julmi se dil na lagaye koi ram

main to naina ladaike hui re badnam 

main to naina ladaike hui re badnam 

sola baras ki main jo hui to kehna 

laga haye main mar gaya 

leke jo aaya meri sotaniya ram hawale mujhe kar gaya 

o mujhe kya tha pata, ke ye dega daga haye 

o mujhe kya tha pata, ke ye dega daga 

main to karungi na tujhse baya 

main to naina ladaike hui re badnam 

main to naina ladaike hui re badnam 

chanda se gora mera hai mukhda

sharmaye poonam ki raat bhi 

o daabe me jal jal jaise mori payaliya,

naache khushi se mere sath  bhi

oye maine ye kya kiya haaye jise dil de diya haye 

maine ye kya kiya jise dil de diya wo 

jo na jaane mohabbat ka nam

main to naina ladaike hui re badnam 

main to naina ladaike hui re badnam 

shri ram kare tera nam badhe tera kaam badhe

tera maan badhe naadan suno ek bat bata dun sambhu

maine jan jan kar diya kam de dan dan meri man man le

hath tham tera byah kara dun bum bhole 

main bhi koyaliya baago ki rani

munde mohalla mere naam se 

marta tha mujh par saara jamana, tu jo mila gayi kaam se 

kabhi ho na saka haye, tu mere pyar ka haye 

kabhi ho na saka haye, tu mere pyar ka haye 

hum kare durse salam 

main to naina ladaike hui re badnam 

main to naina ladaike hui re badnam 

aise patthar se haye aise khaliya se

aise julmi se dil na lagaye koi ram

main to naina ladaike hui re badnam 

main to naina ladaike hui re badnam

Explore this song