Roman script

mai to jamuna ke tat gayi

paniya bharan

laga ched karan haye haye ri

gokul ka wo gwala

gokul ka wo gwala

mai to jamuna ke tat gayi

paniya bharan

laga ched karan haye haye ri

gokul ka wo gwala

gokul ka wo gwala

pakdi kalaiya to chunari sarak gayi

chunri sarakte hi gagri chhalak gayi

maine baju jhatak di wo gagri patak

laga ched karan haye haye ri

gokul ka wo gwala

gokul ka wo gwala

mai to jamuna ke tat gayi

paniya bharan

laga ched karan haye haye ri

gokul ka wo gwala

gokul ka wo gwala

maine kaha hato chhodo dagariya

bola na chodenge hum to gujariya

kaise akad akad mera pallu pakad

kaise akad akad mera pallu pakad

laga ched karan haye haye ri

gokul ka wo gwala

gokul ka wo gwala

mai to jamuna ke tat gayi

paniya bharan

laga ched karan haye haye ri

gokul ka wo gwala

gokul ka wo gwala

chunari bhigoyi meri bhar pichkari

ro ke mai boli ja tose hari

natkhat ne magar nahi chodi dagar

laga ched karan haye haye ri

gokul ka wo gwala

gokul ka wo gwala

mai to jamuna ke tat gayi

paniya bharan

laga ched karan haye haye ri

gokul ka wo gwala

gokul ka wo gwala

Explore this song