Roman script

sanam kasam le le 

o lele kasam le le 

mujhse tu apne pyaar ki 

mai to ho gayi apne yaar ki re 

mai to ho gayi apne yaar ki 

sanam kasam le le 

mujhse tu apne pyaar ki 

mai to ho gayi apne yaar ki re 

mai to ho gayi apne yaar ki 

aisa ishq ka kajara lagaaya 

saavan bhaado najar naa aaya 

re aisa ishq ka kajara lagaaya re 

saawan bhaado najar naa aaya 

padi prem fuhaar rahi dil me haaye 

ghadiya kate naa intazaar ki 

mai to ho gayi apne yaar ki re 

mai to ho gayi apne yaar ki 

sanam kasam le le 

o lele sanam kasam le le 

mujhse tu apne pyaar ki 

mai to ho gayi apne yaar ki re 

mai to ho gayi apne yaar ki 

ho aisa jaadu tune chalaya 

chain apna maine gavaaya

ho aisa jaadu tune chalaya 

chain apna maine gavaaya

kahu tujhe bar bar mera kare aetabaar 

deewaani mai tere deedaar ki 

mai to ho gayi apne yaar ki re 

mai to ho gayi apne yaar ki 

sanam kasam le le 

o lele sanam kasam le le 

mujhse tu apne pyaar ki 

mai to ho gayi apne yaar ki re 

mai to ho gayi apne yaar ki

jab jab chanda chadh aaya 

tab tu sapno me chhaaya 

jab jab chanda chadh aaya 

tab tu sapno me chhaaya 

hui mai madhosh aisa chadha mujhe josh 

mujhe khaber rahi naa sansaar ki 

mai to ho gayi apne yaar ki re 

mai to ho gayi apne yaar ki 

sanam kasam le le 

o lele sanam kasam le le 

mujhse tu apne pyaar ki 

mai to ho gayi apne yaar ki re 

mai to ho gayi apne yaar ki re 

mai to ho gayi apne yaar ki re 

mai to ho gayi apne yaar ki

Explore this song