Roman script

zindagi ke dhup me to aachal ki chaav layi

khud ko jalake apne phul ko bachati aayi

zindagi ki dhup me to aachal ki chaav layi

khud ko jalake apne phul ko bachati aayi

sakh se jo tuta wo phir sakh se jo tuta wo phir nahi lautta hai mai

puch bhige naina mai bhi to hu teri jaai

maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri

jiska tujhko itna gam hai wo sach nahi bharm hai

jiske pichhe bhage pagli jiske pichhe bhage pagli

wo bas hai parchhai

puch bhige naina mai bhi to hu teri jaai

puch bhige naina mai bhi to hu teri jaai

maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri

khali ho chuke hai naina kali ho gayi hai raina

aahato ke piche kab tak aahato ke piche kab tak

daudegi kitna maai kaha kho gayi

aaja ghar aaja maai kaha kho gayi

aaja ghar aaja maai

maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri

Explore this song