Roman script

sajna, sajna, sajna, sajna 
main teri tu mera, duniya se kya lena 
main teri tu mera, duniya se kya lena 
ab to mujhe hai, tujhe har sukh dena
main teri tu mera, duniya se kya lena 
main teri tu mera 
sajni, sajni, sajni, sajni
tu meri main tera, duniya se kya lena 
tu meri main tera, duniya se kya lena 
ab to mujhe hai, tujhe har sukh dena
main teri tu mera, duniya se kya lena 
main teri tu mera 
saat pherowali sari, rasme nibhaungi 
saat pherowali sari, rasme nibhaungi 
doli chadhke main aayi, kandho par jaungi
main bhi deewani, sari kasme nibhaunga
ab naa kabhi bhi tujhe, dukh pohchaunga
jo tu nahi kuchh bhi nahi
tuhi to hai mera janejaha, duniya se kya lena
main teri tu mera, duniya se kya lena 
main teri tu mera  
sajani, sajani, sajani, sajani
tu meri main tera, duniya se kya lena 
tu meri main tera, duniya se kya lena 
ab to mujhe hai, tujhe har sukh dena
main teri tu mera, duniya se kya lena 
main teri tu mera 
sukh me bhi dukh me bhi, sath nahi chhodunga 
sukh me bhi dukh me bhi, sath nahi chhodunga 
ab to kabhi main tera, hath nahi chhodunga
meri kismat thi jo, maine tujhe paya hai
mujhko to tere liye, rabne banaya hai
dil me hai tu, jaan me hai tu
tere bina ab jana kaha, duniya se kya lena
tu meri main tera, duniya se kya lena 
tu meri main tera, duniya se kya lena 
sajna, sajna, sajna, sajna
main teri tu mera, duniya se kya lena 
main teri tu mera, duniya se kya lena 
ab to mujhe hai, tujhe har sukh dena
main teri tu mera, duniya se kya lena 
main teri tu mera, duniya se kya lena

Song details

actor: Anil Kapoor, Madhuri Dixit