Roman script

main tere liye kya laau

apne aap ko le aana

main tere liye kya laau

ho apne aap ko le aana

mera intzaar karna

tu bahut na mujhko tarsana

mera intzaar karna

tu bahut na mujhko tarsana

main tere liye kya laau

ho apne aap ko le aana

koi pyari pyari sadi

maine pyar tumhara pahna

sone ka naya koi jewar

tumhi to ho bas mera gahna

kuch aur tumhe hai kahna

mushkil hai tumhare bin rahna

main tere liye kya laau

apne aap ko le aana

main tere liye kya laau

ho apne aap ko le aana

kuch dena agar hum chahe

dena hume dil me thikana

kuch lena agar hum chahe

lelo dil ka nazrana

tumhe pake aisa laga hai

kuch aur nahi hume pana

main tere liye kya laau

apne aap ko le aana

main tere liye kya laau

ho apne aap ko le aana

kya koi suhag nishani

ha wo jarur le aana

dil judenge apne kaise

tum shadi ka joda lana

man badhenge kab bandhan me

tum kangan mujhe pahnana

main tere liye kya laau

ho apne aap ko le aana

mera intzaar karna

tu bahut na mujhko tarsana

ho mera intzaar karna

tu bahut na mujhko tarsana

main tere liye kya laau

apne aap ko le aana

Explore this song