Roman script
mai tera ho gaya mai teri ho gayi pyar me kho gaya pyar me kho gayi todkar sare rasmo riwaz mera ho ja sanam tu bhi aaj ho mai tera ho gaya pyar me kho gaya todkar sare rasmo riwaz meri ho ja sanam tu bhi aaj ho mai teri ho gayi pyar me kho gaya todkar sare rasmo riwaz mera ho ja tu bhi sanam aaj ho mai tera ho gaya mai teri ho gayi do dhadkte dilo ko bhala koi rokegi diwar kya dil ke risto ki is dor ko ho koi kategi talwar kya ho le chuka hai jaha ishq ka imtiha ishq ki thokaro me rahe mano daulat ho ya taktotaz ho mai teri ho gayi mai tera ho gaya unko duniya ki parwah hi kya jo diwane huye pyar me unko duniya ki parwah hi kya jo diwane huye pyar me dasta banke jinda rahe ho unke charche hi sansar me aye mere humsafar tujhko to hai khabar ishq ka rang badla nahi rang badla kiya hai samaj ho mai teri ho gayi mai tera ho gaya tu hai suraj to mai dhup hu tu hai suraj to mai dhup hu tu hai kaya to chhaya hu mai tu hai kaya to chhaya hu mai tu meri aankh ka khwab hai tu meri aankh ka khwab hai tere khwabo ka saya hu mai mit gayi duriya tum jaha hum waha jism do jaa ek ho gaye pyar ka ho gaya dil pe raz ho mai tera ho gaya pyar me kho gaya todkar sare rasmo riwaz meri ho ja sanam tu bhi aaj ho mai teri ho gayi pyar me kho gaya todkar sare rasmo riwaz mera ho ja tu bhi sanam aaj ho mai tera ho gaya mai teri ho gayi pyar me kho gaya pyar me kho gayi
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Mohammed Aziz
- Film / album: Biwi Ho To Aisi (1988)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Hasan Kamal
- Actor: Rekha
- Actor: Farooq Sheikh
- Actor: Bindu
- Actor: Kader Khan
- Actor: Asrani
- Actor: Salman Khan
- Actor: Om Shiv Puri
- Actor: Renu Arya
- Actor: Lalita Kumari
- Actor: Gulshan Bawra
- Actor: Bhagwan
- Actor: Raja Duggal
- Actor: Jugnu
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Vicky Ranawat
- Actor: Kamna
- Actor: Raj Kumar
singer: Alka Yagnik, Mohammed Aziz