Roman script

mai sohni tu mahiwal hai, jo tera hal wo mera hal hai
he mere bare me kya khyal hai, mere bare me kya khyal hai
ho mere bare me kya khyal hai, mere bare me kya khyal hai
tu shoni tu mahilwal hai, jo tera hal hai wo mera hal hai
he mere bare me kya khyal hai, mere bare me kya khyal hai
ho mere bare me kya khyal hai, mere bare me kya khyal hai
sare sahar me kahi dhund le
he mere sa aashik nahi dhund le
mujhse to meri marzi puchle
mujhse to meri marzi puchle
tera nahi tera nahi 
tera nahi tera nahi, meri marzi ka sawal hai
iske bare me kya khyal hai, iske bare me kya khyal hai
ha mere bare me kya khyal hai, mere bare me kya khyal hai
tera mera kab hoga milan, o mere hero o mere sajan
tera mera kab hoga milan, o mere hero o mere sajan
hero to mai hu ye hai villon
hero to mai hu ye hai villon
kuch bhi ho kuch bhi ho 
kuch bhi ho kuch bhi ho, ye love story kamal hai
mere bare kya khyal hai, iske bare me kya khyal hai
ho mere bare me kya khyal hai, mere bare me kya khyal hai
vo chhaliye hamko kyu chhal raha hai
hum dono se tu kyu jal raha hai 
vo chhaliye hamko kyu chhal raha hai
hum dono se tu kyu jal raha hai 
kab se bhala ye chakkar chal raha hai 
kab se bhala ye chakkar chal raha hai 
pahela nahi duja nahi 
duja nahi pahela nahi, ye tisara saal hai
iske bare me kya khyal hai, iske bare me kya khyal hai
ha mere bare me kya khyal hai, mere bare me kya khyal hai
mai sohni tu mahiwal hai, jo tera hal hai wo mera hal hai
mere bare me kya khyal hai, are iske bare me kya khyal hai
mere bare me kya khyal hai, mere bare me kya khyal hai

Song details

singer: Vinod Rathod, Sonu Nigam, Anuradha Paudwal

actor: Ajay Devgan, Sanjay Dutt, Aishwarya Rai