Roman script

uth gayi mahfil bujh gayi shamma

dhal gayi rat gulabi ja

uth gayi mahfil bujh gayi shamma

dhal gayi rat gulabi ja

ek ghut bhi or na tujhko

pine dungi sharabi ja

sharabi ja sharabi ja sharabi ja 

mai sharabi nahi mai sharabi nahi

mai sharabi nahi mai sharabi nahi

aankho se pine me kuch kharabi nahi

mai sharabi nahi mai sharabi nahi

mai sharabi nahi mai sharabi nahi

mujhpe karle yaki mai nashe me nahi

mujhpe karle yaki mai nashe me nahi

kisliye fir sanam dagmagaye kadam

ye hai masti teri sharbati aankh ki

ye najar hai janab ye nahi hai sharab

rang kya is najar ka gulabi nahi

mai sharabi nahi mai sharabi nahi

mai sharabi nahi mai sharabi nahi

ab piye to sanam tujhko meri kasam

ab piye to sanam tujhko meri kasam

is tarah ruth kar fer li kyu najar

aankh bojhal hui khali botal hui

ji nahi par bhara or la or la

ek katra nahi bas jara bhi nahi

tu sharabi nahi tu sharabi nahi

tu sharabi nahi tu sharabi nahi

aankho se pine me kuch kharabi nahi

mai sharabi nahi mai sharabi nahi

mai sharabi nahi mai sharabi nahi

Explore this song