Roman script

main roun tu rulaaye ja

main roun tu rulaaye ja

hua hai jo bhulaaye ja

main roun tu rulaaye ja

o beraham raham na kar

o beraham raham na kar

dukhta hai ji dukhaaye ja

dukhta hai ji dukhaaye ja

main roun tu rulaaye ja

main roun tu rulaaye ja

tu aaj mujhse dur hai ye mera hi kusur hai

tu aaj mujhse dur hai ye mera hi kusur hai

in aansuo ki dhaar me

gham ko mere dubaaye ja

in aansuo ki dhaar me

gham ko mere dubaaye ja

main roun tu rulaaye ja

main roun tu rulaaye ja

ye aasma ki pyaas hai, ye aag mithi aag hai

ye aasma ki pyaas hai, ye aag mithi aag hai

haa pyaar ka chiraag tu

jalaaye ja bujhaaye ja

haa pyaar ka chiraag tu

jalaaye ja bujhaaye ja

main roun tu rulaaye ja

main roun tu rulaaye ja

Explore this song