Roman script

vyakul vyakul radhika man hai 

radhike man me wo mohan hai

jis mohan ka shyamil tan hai

madira sagar nayan nayan hai

girdhari ban kunj pebaiya

kishan kanahaiya bansi bajaiya

gokul ka wo hai murlidhar

radha jhume jinki lay par

kahti ghume girdhar girdhar

radha ke girdhar aaye

dekho radha aaye ha girdhar aaye

radha dekho murlidhar girdhar aaye, dekho radha 

mai radha teri mera shyam tu par yu na kalai tham tu

mai radha teri mera shyam tu par yu na kalai tham tu

kanha se mili madhuban me radha

kanha se mili madhuban me radha

kanha se mili madhuban me radha

kanha se mili madhuban me radha

mai radha teri mera shyam tu par yu na kalai tham tu

dase kamna jo man ko nag si, bahe tan me jo preet ki aag si

mat sayyam ka le naam tu

mai radha mai radha haye radha teri mai radha

mai radha teri mera shyam tu par yu na kalai tham tu

radha jo itni hai lazai or bhi pulkit hue kanhai

aise na laza gori mukhda to dikha gori

bat ye sun radha, murli ki mithi dhun sun radha

humko agar yaha dekhengi gopiya

failegi bat kanha sare gaav me

har chinta bhul ke, sapno me jhul ke

tan man liye tu aaja prem chhav me

sun le kahta hai jo man, ho ja murli ki dhun pe magan

kaise bandhan mai todu, kaise mai laz chhod u

pal pal manwa dhadke, chanke jo payaliya

mai radha teri mera shyam tu par yu na kalai tham tu

prem barkha jo barsi, koi aise kyu tarse radhike

saware tohe kaise mai ye samjhau

kyu mai aise dar jau sawre

radhike naino ko naino se jodke

sara sansar chhod ke apne man se hee le kam tu

mai radha teri mera shyam tu par yu na kalai tham tu

kanha se mili madhuban me radha

kanha se mili madhuban me radha

kanha se mili madhuban me radha

kanha se mili madhuban me radha

kanha se mili madhuban me radha

kanha se radha, kanha se maduhban me

kanha se mili madhuban me radha

Explore this song