Roman script

main pyar karu unse

main pyar karu unse kaho ji kya khayal hai

karo ji pyar shok se ye kya sawal hai

main pyar karu unse kaho ji kya khayal hai

karo ji pyar shok se ye kya sawal hai

main pyar karu ek do teen

sharma raha hai aaina kiski lagi hai nazar

sharma raha hai aaina kiski lagi hai nazar

gayab hai bachpan shabab me 

dhundhu main kaise kidhar

payal ki chan chan me

kangan ki khan khan me kiska kamaal hai

payal ki chan chan me

kangan ki khan khan me kiska kamaal hai

rakhiyo kadam sambhal ke matwali chaal hai

mai pyar karu ek do teen

koi bula raha hai pyar se jane ye kya raaz hai

koi bula raha hai pyar se jane ye kya raaz hai

chhede bina hi batere dil bhi nirala saaz hai

saawan me faagun hai faagun me saawan hai

duniya nihaal hai

kal to gaal laal the ab aankh laal hai

main pyar karu unse kaho ji kya khayal hai

karo ji pyar shok se ye kya sawal hai

main pyar karu ek do teen

Explore this song