Roman script

mai pankh lagake ud jau 

mai pankh lagake ud jau

aur phir naa palat ke aau

mai pankh lagake ud jau 

n n na n n na

mai pankh lagake ud jau

mai pankh lagake ud jau

aur phir naa palat ke aau

mai pankh lagake ud jau 

n n na n n na

mai pankh lagake ud jau

lehro me jhulu, taro ko chhu lu, lehro me jhulu

ambar ki chhati se lag kar sapno me kho jau

anjani raho me chhup kar anjani ho jau

aur khud bhi khoj naa pau 

mai pankh lagake ud jau

aur phir naa palat ke aau

n n na n n na

mai pankh lagake ud jau

lehro me jhulu, taro ko chhu lu, lehro me jhulu

badali banakar ban ban ghumu bijli ban muskau

jharno ki jhalar me baithi geet suhane gaau

duniya ko najar na aau 

mai pankh lagake ud jau 

aur phir naa palat ke aau

n n na n n na

mai pankh lagake ud jau

Explore this song