Roman script

mai nahi kahta bujurgo ne kaha hai

jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai

jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai

thak kar ruk jana inhe manjur nahi hai

unke liye koi bhi manzil dur nahi hai

thak kar ruk jana inhe manjur nahi hai

unke liye koi bhi manzil dur nahi hai

mai nahi kahta bujurgo ne kaha hai

jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai

maut kab aayegi iska faisla

zindagi milne se pahle ho chuka

maut kab aayegi iska faisla

zindagi milne se pahle ho chuka

phir ye kaisa dar dilo me maut ka

kyu paresha ho rahe hai hum bhala

mai nahi kahta bujurgo ne kaha hai

jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai

mai nahi kahti bujurgo ne kaha hai

jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai

zindagi zindadili ka naam hai

maut ka charcha yaha hum kyu kare

zindagi zindadili ka naam hai

maut ka charcha yaha hum kyu kare

aisi bate jinpe apna bas nahi

kyu na unko hum khuda pe chod de

mai nahi kahti bujurgo ne kaha hai

jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai

thak kar ruk jana inhe manjur nahi hai

unke liye koi bhi manzil dur nahi hai

mai nahi kahti bujurgo ne kaha hai

jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai

mai nahi kahta bujurgo ne kaha hai

jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai

Explore this song