Roman script

waada karke nibhane waale kam hote hai

ishq naa karna ishq me gum hi gum hote hai

mai na mil saku jo tumse meri justaju na karna

tumhe meri hi kasam hai 

tumhe meri hi kasam hai meri aarju na karna 

mujhse hai mohabbat use hai ajab ye aadat 

kabhi munh ko fer lena kabhi guftagu na karna

tumhe meri hi kasam hai meri aarju na karna

mai na mil saku jo tumse meri justaju na karna 

maine chaaha tha kisiko mera haal kya hai dekho 

jo kiya kusur maine wohi tumko bhula na karna

tumhe meri hi kasam hai meri aarju na karna

mai naa mil saku jo tumse meri justaju na karna 

meri ho agar buraayi toh na dena tum safaayi 

mere saath khudko rusva kabhi  na karna

tumhe meri hi kasam hai meri aarju naa karna

mai na mil saku jo tumse meri justaju na karna

koyi puchhe badnasibi ki hai intaha bhi koyi 

toh meri misal dena tum mujhe na munh na karna

tumhe meri hi kasam hai meri aarju naa karna

mai na mil saku jo tumse meri justaju na karna

Explore this song