Roman script

ye ladki top of the town

dekho dekho ye ladki

top of the town

main ladki hu kamaal

main ladki hu kamaal

main ladki hu damaal

mera ek ishara kangaal bhi mala maal

dosto ki diwali dushmano ka diwala 

jadu bhari hai har ada

sabse alag sabse juda

sare bande pichhe rah gaye

ek soni kudi chha gayi

dekho dekho ye ladki

top of the town

dekho dekho ye ladki

top of the town

main ladki hu kamaal

steel up up almunium down

pound up up dollars down down

she's makes the world go round round round

shareholders ki jaan hu

stock market ki shan hu

she's makes the world go round round round

chadta suraj bhi mujhko 

karta hai salaam salaam

sensex utarta chadhta hai

leke mera naam

mere kadmo me shares dividend bond ki baraat 

khali jholi me barsa du main paiso ki barsat

waah re waah har dil pe gire bijliya

lu jo main angdayiya, mera hi bolbala

dekho dekho ye ladki

top of the town

dekho dekho ye ladki

top of the town

main ladki hu kamaal

fayda hi fayda karake 

humara sikka jamake

beche ya kharid le chpuke  se

hume bata de, someother time

scandless scandless

chain chura du dil dhadka du

aise hai jalwe, gali gali me mere kisse

mere hi charche, waah re waah

kisi ki chandi chandi kar du

kisi ki chhuti main

sare ka sara share bazaar

meri muthi me

waah re waah palak jhapkte khol du band

kismat ka main tala

mera hi bolbala o

dekho dekho ye ladki top of the town

main ladki hu kamaal 

main ladki hu kamaal

main ladki hu damaal

mera ek ishara kangaal bhi mala maal

dosto ki diwali

dushmano ka diwala 

jadub bhari hai har ada

sabse alag sabse juda

she is top of the town yeh

Explore this song