Roman script

main kya karu kya karu 

kya karu kya karu

main kya karu kya karu 

kya karu kya karu

prem diwani hu par main anjani hu

uljhi hai jo dori wo main kaise suljhau

main kya karu kya karu

kya karu kya karu

mat bhul ja ke tu afsara hai

tujhko annat jiwan mila hai

mujhe logo se sunna pada

par kya karungi yug yug main jeke

pritam ke sang ek pal jo bite

wo pal hai yugo se bada

tod ke har bandhan chhod ke har angan

man kahe har pal pi ke sang main bitau

main kya karu kya karu

kya karu kya karu

main chali thi sapno ke rath mein 

fir chalte chalte mujhe man ke

path mein ye dauraha kaise mila 

ek aur sab rit rasmein

aur ek aur chaht ki kasme

ab kya main kahu kya mila 

ek aur jivan hai ek aur sajan hai 

meri jo uljhan hai kaise samjhau

main kya karu kya karu

kya karu kya karu

Explore this song