Roman script

mai kya janu kya jadu hai 
mai kya janu kya jadu hai 
jadu hai, jadu hai, jadu hai
in do matwale naino me jadu hai 
jadu hai, jadu hai, jadu hai
mai kya janu kya jadu hai 
ek tej akhaa sa jalta hai 
ek tej akhaa sa jalta hai 
in do matwale naino me jadu hai 
jadu hai, jadu hai, jadu hai
mai kya janu kya jadu hai 
man puchh raha hai ab mujhse
naino ne kaha hai kya tujhse
man puchh raha hai ab mujhse
naino ne kaha hai kya tujhse
jab nain mile naino ne kaha
naino ne kaha
jab nain mile naino ne kaha
ab nain basenge naino me
mai kya janu kya jadu hai 
jadu hai, jadu hai, jadu hai
in do matwale naino me jadu hai 
jadu hai, jadu hai, jadu hai
mai kya janu kya jadu hai

Song details

Song video

Watch on YouTube