Roman script

mai kisko sunau gum ki kahani

mai kisko sunau gum ki kahani

sare sahare chhut gaye chhut gaye

ab haye mukaddar kaisa sitam hai

ab haye mukaddar kaisa sitam hai

sathi hamare chhut gaye chhut gaye

ab kisko sunau gum ki kahani

afsos ke gum ki dunia me

aansu bhi hamare ho na sake

ho na sake

taro ki tarah palko pe meri

taro ki tarah palko pe meri

chamke kaape aur tut gaye tut gaye

ab kisko sunau gum ki kahani

ae darde mohabbat tu hi bata

kis tarah chale ab manzil tak

manzil tak

hum ju ka sahara le le kar

hum ju ka sahara le le kar

chalte hai wo 

chhale phut gaye phut gaye

ab kisko sunau gum ki kahani

kis tarah bahare raas aati

kismat ko hi jab manzur na tha

manzur na tha

kuch gum ki hawa ke jhoke chale

kuch gum ki hawa ke jhoke chale

dil ki bahare lut gaye lut gaye

ab kisko sunau gum ki kahani

Explore this song