Roman script

mai kiski laaz nibhau aur kaise laaz nibhau

mai kiski laaz nibhau

ye jag ki reet ka bandhan aur preet ki ye hai nishani

ek me hai hatho ki shobha ek me man ki kahani

ek me hai hatho ki shobha ek me man ki kahani

jaag ke pyar pe dheer dharu ya sota prem jagau

mai kiski laaz nibhau

karam ka likha padh na pau hu kaun sahara

dharam bhi pyara prem bhi pyara kisase karu kinara

dharam bhi pyara prem bhi pyara kisase karu kinara

ik mandir ki neev pade jab ik mandir ko dhau

mai kiski laaz nibhau aur kaise laaz nibhau

mai kiski laaz nibhau

Explore this song