Roman script

mai khidki me aaungi jab sham ko suraj dhalega

aji chalega lekin itna yad rahe

lekin itna yad rahe sara jamana jalega

aji chalega tere gore hath pe 

koi pyar ki mehandi malega aji chalega

lekin itna yad rahe lekin itna yad rahe

sara jamana jalega aji chalega

laila ki najro ne kiya tha ek majnu diwana

tumne to lakho ko dilbar kar dala mastana

jo bhi banega majnu mera hath bechara malega

aji chalega lekin itna yad rahe

lekin itna yad rahe aji chalega

tere gore hath pe  koi pyar ki mehandi malega

aji chalega lekin itna yad rahe

lekin itna yad rahe sara jamana jalega

aji chalega

aate jate mil jate hai do rahi anjane

milte julte ban jate hai lakho hi afsane

oye milne wala milta rahega jalne wala jalega

aji chalega lekin itna yad rahe

lekin itna yad rahe sara jamana jalega

aji chalega tere gore hath pe 

koi pyar ki mehandi malega aji chalega

mai khidki me aaungi jab sham ko suraj dhalega

aji chalega lekin itna yad rahe

lekin itna yad rahe sara jamana jalega

aji chalega

Explore this song