Roman script

main kaun hu main kya hu itna to kabhi pucho

tum jo bhi ho meri ho ab aur na kuch socho

uthkar meri palko ko jhukna hi na padh jaye

do char kadam chalkar rukna hi na padh jaye

kya soch ke tanha hu itna to kabhi pucho

tum jo bhi ho meri ho ab aur na kuch socho

maana ke mujhe tumne aankho me basaya hai

jaisi bhi hu jo bhi hu sinne se lagaya hai

pathar hu ke hira hu itna to kabhi pucho 

tum jo bhi ho meri ho ab aur na kuch socho

mai kaun hu mai kya hu itna to kabhi pucho

tum jo bhi ho meri ho ab aur na kuch socho

main kaun hu main kya hu

Explore this song