Roman script

main kaise banu takdir tumhari

main apne hi kismat ki mari hu 

mai kaise jeetu main kaise jeetu

dil tumhara main apne hi dil se

main apne hi dil se hara hu

main kaise banu

main kaise rahu tumhare bin

main apne hi dil se hari hu

ban gaye ho tum sab kuchh mere

main zind apni tumpe vari hu

ab keh do hume ae dilbar mere 

main hi tumhare kismat ka mere 

main hi tumhare kismat ka 

tara hu main kaise banu

tumhe dekh kar dhadkta hai dil

tumhe na dekhu to tadapta hai dil 

jab samne aate ho

kehne se kuchh darta hai dil

ab kaise karu izhar pyar ka  

main apne dil ki harkato ka 

main apne dil ki harkato ka 

mara hu main kaise banu

sanso me hai dilbar ahsas tera 

pyar me paya hai vishwas hai tera 

kehte hai duniya vale 

mujh se hai rista khas tera 

janm janm se to main tumhari 

janmo janmo se main 

janmo janmo se main tumhara hu

Explore this song