Roman script

main kachi kali, misari ki gali

main kachi kali hu, misari ki gali hu

Mujhe chhule lele maza

yeh botal hata de mujhe peele raja

yeh botal se jyada hai mera nasha

kaliyo sa nazuk mera badan

usme mohabbat ki lagi hai agan

kaliyo sa nazuk mera badan

usme mohabbat ki lagi hai agan

pyar mujhe de de tu pyar mera le le tu

is aag ko pyar se hi bujha

mera ishara samajh le zara

batti bujha kar andhera zara

mera ishara samajh le zara

batti bujha kar andhera zara

dur kyu khada hai tu paas mere aaja tu

ab na sahaa jaaye yeh fasala

main kachi kali, misari ki gali

main kachi kali hu, misari ki gali hu

mujhe chhu lele maza 

yeh botal hata de mujhe peele raja

yeh botal se jyada hai mera nasha

Explore this song