Roman script

mein jaaun piya ke desh

odh ke sachi chaadariya

mein jaaun piya ke desh

odh ke sachi chadariya

jaaun piya ke desh

odh ke sachi chadariya

sachi chadar mori o

sachi chadar mori

man ki chunariya

man ki chunariya

jaaun piya ke desh

odh ke sachi chadariya

jaaun piya ke desh

jhuti mamta shis ke aage

manwa roye moh ko tyage

ab na milega mann ko khilona

ab na milega mann ko khilona

ujhad gayi maya ki bajariya

maya ki bajariya

maine chhod diya pardes

maine chhod diya pardes

prem ki paake dagariya

sachi chadar mori o

sachi chadar mori

mann ki chunariya

mann ki chunariya

jaaun piya ke desh

odh ke sachi chadariya

ho jaaun piya ke desh

heet paricheet se nata tuta

jate jate sab kuch chhuta

kuch bhi mila nahi bhet bidai

kuch bhi mila nahi bhet bidai

sang chali bas shukhi lakadiya

shukhi lakadiya

koi dena saka updes

koi dena saka updes

vyarth kyu beeti umariya

sachi chadar mori o

sachi chadar mori

mann ki chunariya

mann ki chunariya

jaaun piya ke desh

odh ke sachi chadariya

jaaun piya ke desh

odh ke sachi chadariya

jaaun piya ke desh

jaaun piya ke desh

jaaun piya ke desh

jaaun piya ke desh

Explore this song