Roman script

mai jab chedunga dil ka tarana to aa jayega tufan sa

ek ek dil bechain hai  hulchal si macha du abhi

kaho to mai ek aag si mahfil me laga du abhi

shole hai ye nagme mere dhokha na khana

apun diljala hai sochke tum pas aana

shole hai ye nagme mere dhokha na khana

apun diljala hai sochke tum pas aana

aisa na ho dunia kahe kya hua

mai jab chedunga dil ka tarana

to aa jayega tufan sa ek ek dil bechain hai 

hulchal si macha du abhi kaho to mai ek aag si

mahfil me laga du abhi

hai hai pyar pyar diwana diwana

ye jindagi ek geet din rat gaye

hona hai jo hota rahe din rat gaye

ye jindagi ek geet din rat gaye

hona hai jo hota rahe din rat gaye 

aisa na ho dunia kahe kya hua

mai jab chedunga dil ka tarana to aa jayega tufan sa

ek ek dil bechain hai  hulchal si macha du abhi

kaho to mai ek aag si mahfil me laga du abhi

kabhi kabhi mujhe aisa lagta hai ke sapno me koi hasta hai

do kaliya hothi ki khilti si khulti si

badhke chumu to kaliya ye na kahna ye kya hua

mai jab chedunga dil ka tarana to aa jayega tufan sa

ek ek dil bechain hai  hulchal si macha du abhi

kaho to mai ek aag si mahfil me laga du abhi

mai jab chedunga dil ka tarana to aa jayega tufan sa

Explore this song