Roman script

main jaan gaya pehchan gaya

main jaan gaya pehchan gaya

is ghor andheri raat me jagi tumne mujhe pukara

gunj utha hai

gunj utha hai milan geet se isliye jag sara

main jaan gaya pehchan gaya ha tumne mujhe pukara

jaise hawa

jaise hawa sine me laga patto ko uda le jaye

jaise dariya pehlu me bitha tinko ko baha le jaye

vaise tumhe banane apna sacha karne jivan sapna

paas tumhare aata hai

paas tumhare aata hai ye mann ka geet tumhara

main jaan gaya pehchan gaya ha tumne mujhe pukara

tumne mujhe pukara tumne mujhe pukara

Explore this song