Roman script

na jane mujhe kya hua fir se

lagta hai tumse ho gaya hai pyar 

tumse kahu kya, kahu kaise 

dekha tumhe jabse dil hai bekarar 

dil kho gaya hai, tu kahan 

na ja, mujhe aise na tarsa

na jane mujhe kya hua fir se

lagta hai tumse ho gaya hai pyar

kuch bhi kahe zamana 

main hu tumhari hamesha

duniya kahegi deewana 

main hu tumhari hamesha

fir se kyu na jane, chand sitare mahakaye

na jane mujhe kya hua fir se

lagta hai tumse ho gaya hai pyar 

tumse kahu kya, kahu kaise 

dekha tumhe jabse dil hai bekarar 

dil kho gaya hai, tu kahan 

na ja, mujhe aise na tarsa

na jane mujhe kya hua fir se

lagta hai tumse ho gaya hai pyar

na jane mujhe kya hua fir se

lagta hai tumse ho gaya hai pyar

na jane mujhe

Explore this song