Roman script

ha mai hu to chota admi

mai hu to chota admi bada sa natak karta hu

dil ka sacha admi ye jutha natak karta hu

chamatkar ko namaskar hai chakachaundh ko wah wah

beiman ki jai jai hai to aa dhokhe me aaja

aye palat aye guru sun le matlab sadhe jo yaha

sabse uncha wo yaha kale dhandhe me jyot hai

sidhe sadhe ki maut hai matlab sadhe jo yaha

sabse uncha wo yaha kale dhandhe me jyot hai

sidhe sadhe ki maut hai pooja kar ya ke bandagi

jine ka nam jindagi gum na kar gujratan jo gayi

milegi duji achhi madrasan ya bachi

chalegi pongadi dhak dhak dhak dhaunkadi

chalegi pongadi dhak dhak dhak dhaunkadi

mai hu to chota admi bada sa natak karta hu

dil ka sacha admi ye jutha natak karta hu

mai hu to chota admi bada sa natak karta hu

dil ka sacha admi ye jutha natak karta hu

o paro are ho o meri paro

gum ka mara pyar ka mara ghayal hai dil mera bechara

koi na dega ise sahara tutega dil mera bechara

muh me ram bagal me khanjar hai dunia ka manjar

muh me ram bagal me khanjar one two three

mai hu to chota admi bada sa natak karta hu

dil ka sacha admi ye jutha natak karta hu

muh me ram bagal me khanjar one two three

camatkar ko namaskar hai chakachaundh ko wah wah

beiman ki jai jai hai to aa dhokhe me aaja

mai hu to chota admi bada sa natak karta hu

dil ka sacha admi ye jutha natak karta hu

ram ji ke dwar pe tera manwa kyu ghabraye re ram ji ke dwar pe

ram ji ke dwar pe tera manwa kyu ghabraye re

bahar paap kare jo bhitar aaye dhokar jaye re

ek hai gori ek hi kali ek saloni ek bawli

pahli se nain matakka duji se dil ja atka

tiji se hallo hallo chothi hai chhaamk challo

sare gama padha nisa sa ni dhama pa ga re sa

ina bina dina dika sare gama padha nisa

sa ni dhama pa ga re sa ina bina dina dika

mai hu to chota admi bada sa natak karta hu

dil ka sacha admi ye jutha natak karta hu

camatkar ko namaskar hai chakachaundh ko wah wah

beiman ki jai jai hai to aa dhokhe me aaja

camatkar ko namaskar hai chakachaundh ko wah wah

beiman ki jai jai hai to aa dhokhe me aaja

mai hu to chota admi bada sa natak karta hu

dil ka sacha admi ye jutha natak karta hu

dil ka sacha admi ye jutha natak karta hu

Explore this song