Roman script

arey hey machhuva

arey ho machhuva machhuva sun meri bari

machhuvare jal dariya me dal

fans jaye machhli jal ko sambhal

machhuvare jal dariya me dal

fans jaye machhli jal ko sambhal

zor laga ke haiya pair zamake haiya

zor laga ke haiya pair zamake haiya

apun kon mera matlab hai aap kon hai

mai mai hu son machhariya

haiya re haiya mai hu son machhariya

daiya re daiya mai hu son machhariya

mai hu son machhariya son machhariya

sansar maza dariya ka pani

mai hu machhariya pani ki rani 

o re machhre baanke machhre

mai na fansugi jal me tere haye haye

o re machhre o re machhre 

mai na fansugi jal me tere

mai hu son machhariya

mai hu son machhariya son machhariya

ye bat sun le bhole shikari 

na hu mai bholi na hu bechari

ye bat sun le bhole shikari 

na hu mai bholi na hu bechari

tere samne se nikal jaungi hatho se tere fisal jaungi

haye re fisal jaungi haye yu fisal jaungi

hawa ka jhonka deke dhokha jaise nikal jaye 

daiya re daiya haiya re haiya 

mai hu son machhariya

mai hu son machhariya son machhariya

o jal wale tu hai anadi is khel me to mai hu khiladi

o jal wale tu hai anadi is khel me to mai hu khiladi

mujhko kabhi na yu pakad payega

sahil pe baitha tu rah jayega

haye re rah jayega haye tu rah jayega

jaha bhi dekhe koi jharokha

ye machhli nikal jaye fish fish fish sa

gili gili gili oye oye mai hu son machhariya

mai hu son machhariya son machhariya

sansar maza dariya ka pani

mai hu machhariya pani ki rani 

o re machhre baanke machhre

mai na fansugi jal me tere haye haye

o re machhre baanke machhre

mai na fansugi jal me tere

Explore this song