Roman script

main hun phulo ki rani re 
main hun phulo ki rani re
bago me rahne wali 
phulo ki khushbu wali 
roye royr tang aake jawani re 
main hun phulo ki rani re 
hai ghata ghanghor mausam haye machaye shor 
hai ghata ghanghot mausam haye machaye shor
kaha  tak jaye kaise kaise jal jaye jawani re
main hun phulo ki rani re 
main barso ki nadiya teere
main barso ki nadiya teere
madhumati laharati ithalati balkhati 
madhumati laharati ithalati balkhati 
main hun phulo ki rani re
main hun phulo ki rani re
koi bhanwara aaj lubhaye 
madhur gana ga ke 
koi bhanwara aaj lubhaye 
madhur gana ga ke
gumshum dali prit jatati 
prit jatate dil ko laga le humko mana le 
bhanware bhanware bhanware bhanware
rut aai suhani re 
main hun phulo ki rani re

Song details

Song video

Watch on YouTube