Roman script

mai hu mai tu hai tu kaun pahchega who is who

mai hu mai tu hai tu kaun pahchega who is who

mai hu mai tu hai tu kaun pahchega who is who

tu hai mai ya mai hai tu are kaun pahchega who is who

nam ye badal ke sochke sambhal ke

ab suru karenge khel soch samjh ke

are mujhko sab pata hai sab samjh liya hai

ab mera tamasha dekhna jara

mere ghar me aayega kabhi kabhi aisa mauka

mami rob jamayegi to hal tera kya hoga

are yad karegi mami padhaunga wo patti

tang karegi jyada to kar dunga uski chuti

chala ke chakkar kar dunga sabke dil pe jadu

mai hu mai tu hai tu kaun pahchega who is who

mai hu mai tu hai tu kaun pahchega who is who

pahli bar me to mummy se milunga

unse milke aayega kitna maja

sabse pahle mai bhi daddy se milunga

kab se dil hai pyar ka unke pyar ka

milkar ke acha hai sunlo wahi karenge

mummy daddy dono ke dil me pyar bharenge

mummy daddy mil jaye to hum bhi mil jaye

apne ghar khushiyo ke din fir lautenge

bat suno fir le aayenge ek din mai or tu

mai hu mai tu hai tu kaun pahchega who is who

tu hai mai ya mai hai tu are kaun pahchega who is who

Explore this song