Roman script

mai hu diwana mujhko sambhalo 

arey mujhko sambhalo apna bana lo

mai hu diwana mujhko sambhalo 

arey mujhko sambhalo apna bana lo

beghar begana dil me basa lo 

arey dil me basa lo apna bana lo

mai hu diwana mujhko sambhalo 

arey mujhko sambhalo apna bana lo

kya hai bharosa jivan ka pyare

mai mar gaya to royenge sare

kya hai bharosa jivan ka pyare

mai mar gaya to royenge sare

jine do mujhko pine do mujhko

jine do mujhko pine do mujhko

chhodo bahana bottal nikalo

bottal nikalo apna bana lo

mai hu diwana mujhko sambhalo 

arey mujhko sambhalo apna bana lo

baato ka jadu aankho ka sapna

is apnepan ke bin kya hai apna

baato ka jadu aankho ko sapna

is apnepan ke bin kya hai apna

is apnepan ke bin kya hai apna

sab ek rab ka rab ek sab ka

sab ek rab ka rab ek sab ka

hans ke gale se sab ko laga lo

are sab ko laga lo apna bana lo

mai hu diwana mujhko sambhalo 

arey mujhko sambhalo apna bana lo

vo aaj hai kya jo kal rahe hai

sab hai musafir sab chal rahe hai

vo aaj hai kya jo kal rahe hai

sab hai musafir sab chal rahe hai

yu chalte chalte jivan ke raste

yu chalte chalte jivan ke raste

jo gir pade tum usko utha lo

are usko utha lo apna bana lo

arey mujhko sambhalo apna bana lo

beghar begana dil me basa lo 

arey dil me basa lo apna bana lo

apna bana lo apna bana lo apna bana lo

Explore this song