Roman script

mai hu baghi shahzada mai hu baghi shahzada

baghiyo se karu bagawat sidho ke sang sadha

mai hu baghi shahzada mai hu baghi shahzada

meri manjil pyar ki manjil majhab mera sachchi

dekh tevar aandhiyo se tufano ki gahrai

jhuk jate hai samne mere dado ke bhi pardada

mai hu baghi shahzada mai hu baghi shahzada

meri duniya meri daulat hai mera guljar watan

meri chahat meri ijjat hai mera guljar watan

mai apne anmol watan ko dunga ye hai wada

mai hu baghi shahzada mai hu baghi shahzada

bagiyo se karu bagawat sidho ke sang sadha

mai hu baghi shahzada mai hu baghi shahzada

Explore this song